kis pe marte ho aap puchhte hainBy Momin Khan Momin16 Dec 2017Sherkis pe marte ho aap puchhte hain mujh ko fikr-e-jawab ne mara Continue Reading... Share on:
go ki hum safha-e-hasti pe the ek harf-e-ghalatBy Momin Khan Momin16 Dec 2017Shergo ki hum safha-e-hasti pe the ek harf-e-ghalat lekin utthe bhi to ek naqsh bitha kar uthe Continue Reading... Share on:
momin ye asar siyah-masti ka na hoBy Momin Khan Momin01 Jan 2017Rubaai Shayarimomin ye asar siyah-masti ka na ho andesha kabhi buland o pasti ka na ho tauhid-e-wajudi mein jo hai kaifiyyat darta hun ki hila khud-parasti ka na ho Continue Reading... Share on:
kyun zard hai rang kis liye aansu lalBy Momin Khan Momin01 Jan 2017Rubaai Shayarikyun zard hai rang kis liye aansu lal kis waste har ghadi rahe hai tu nidhaal kya shakl pe ban gai hai teri 'momin' kya ho gaya tujh ko kyun hai tera ye haal Continue Reading... Share on:
hai sharm-e-gunah se jaan kaisi be-tabBy Momin Khan Momin01 Jan 2017Rubaai Shayarihai sharm-e-gunah se jaan kaisi be-tab par zikr jahan hua, hua ji hai tab ya-rab ki muassar na ho kahna mera ya-rab hai tera banda-e-asi be-tab Continue Reading... Share on:
afsos shikayat-e-nihani na gaiBy Momin Khan Momin01 Jan 2017Rubaai Shayariafsos shikayat-e-nihani na gai dil par se raqib ki girani na gai altaf the bas ki ru-ba-ru-e-dushman us shokh se bad-gumani na gai Continue Reading... Share on: