zahid sabhi hain neamat-e-haq jo hai akl-o-shurbBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Sherzahid sabhi hain neamat-e-haq jo hai akl-o-shurb lekin ajab maza hai sharab o kabab ka Continue Reading... Share on:
ye to nahin kahta hun ki sach-much karo insafBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Sherye to nahin kahta hun ki sach-much karo insaf jhuti bhi tasalli ho to jita hi rahun main Continue Reading... Share on:
ye ranjish mein hum ko hai be-iKHtiyariBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Sherye ranjish mein hum ko hai be-ikhtiyari tujhe teri kha kar qasam dekhte hain Continue Reading... Share on:
yaro wo sharm se jo na bola to kya huaBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Sheryaro wo sharm se jo na bola to kya hua aankhon mein sau tarah ki hikayat ho gai Continue Reading... Share on:
tum kan dhar suno na suno uske harf koBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Shertum kan dhar suno na suno us ke harf ko 'sauda' ko haigi apni hi guftar se gharaz Continue Reading... Share on:
tera KHat aane se dil ko mere aaram kya hogaBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Shertera khat aane se dil ko mere aaram kya hoga khuda jaane ki is aaghaz ka anjam kya hoga Continue Reading... Share on: