Tum ko kuch kahna chaha, lekintum ne kuch pucha hi nahi..tumko kuch batana chaha, lekintum ne kuch suna hi nahi..tum ko nazre utha kar dekha, lekintum ne dekha hi nahi..tum meri zindgi me aye, lekintumko pata hi nahi..tum ko kuch dena chaha, lekintum ne kuch manga hi nahi..tum ko rokna chaha, lekin tum nemurr ke dekha hi nahi..tumse maine mohabbt ki lekin sabkuch samjh kar bhi tum ne kuchsamjha hi nahi....