bazar ki fasil bhi ruKHsar par male

bazar ki fasil bhi rukhsar par male
dud-e-charagh jo kisi shorab se jale

mathe ki bindi hath ki rakhi dua ke bol
bimar ke qarib masihai mein dhale

kaghaz ki naw tuta diya tash ka mahal
apne hain ham-jalis yahi chand manchale

itna to ehtimam rahe aarti ke sath
gehun ki fasl ke liye shorab bhi dhale

'ahmad' ab aaftab ke andar bhi aaiye
tai ho chuke tamam ujalon ke marhale


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close