be makan tarik dhadkan gin gaya chikhta chinghadta engine gaya! ro raha tha sham ko suraj lahu chalne wala thak gaya lekin gaya qatra qatra raat sukhi dasht mein reza reza pattharon se din gaya shahr mein patton ne dastak chhed di ai hawa kya jangalon ka sin gaya raston ka jal phaila rah gaya ek bagula sa utha aur jin gaya baad mein tha bojh paper-weight ka padh liya mujh ko laga kar pin gaya! be-hisi thi aur naqsh-e-indimal zakhm ka zinda talluq chhin gaya