ek ke ghar ki KHidmat ki aur ek ke dil se mohabbat ki

ek ke ghar ki khidmat ki aur ek ke dil se mohabbat ki
donon farz nibha kar us ne sari umr ibaadat ki
dast-e-talab kuchh aur badhate haf-iqlim bhi mil jate
hum ne to kuchh tute-phute jumlon hi pe qanaat ki
shohrat ke gahre dariya mein dube to phir ubhre nahin
jin logon ko apna samjha jin logon se mohabbat ki
ek doraha aisa aaya donon tut ke gir jate
bachchon ke hathon ne sambhaala budhon hi ne hifazat ki
jama-e-ulfat bunte aae rishton ke dhagon se hum
umr ki qainchi kat gai ab kahe ko itni mehnat ki
This is a great two line ibadat shayari. True lovers of mehnat wali shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this hifazat ki shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close