hasad ki aag thi aur dagh dagh sina tha

hasad ki aag thi aur dagh dagh sina tha
dilon se dhul na saka wo ghubar-e-kina tha
zara si thes lagi thi ki chur chur hua
tere khayal ka paikar bhi aabgina tha
rawan thi koi talab si lahu ke dariya mein
ki mauj mauj bhanwar umr ka safina tha
wo jaanta tha magar phir bhi be-khabar hi raha
ajib taur tha us ka ajab qarina tha
bahut qarib se guzre magar khabar na hui
ki ujde shahr ki diwar mein dafina tha
This is a great hasad shayari in urdu. True lovers of daag ki shayari in hindi will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore shayari with word aaina. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close