jalte hain aur hum sin jab mangte ho pyala hote hain dagh dil mein jun jun kate ho la la biksa hai tamam zalim tujh chashm ka dumbaala laga hai us ke dil mein dekha hai jin mein bhaala us shokh-e-sarw-qad kun hum jaante the bhola mil upri tarah sin kya de gaya hai baala ai sard-mehr tujh sin khuban jahan ke kanpe khurshid thartharaya aur mah dekh haala jab sin tere mulaem galon mein dil dhansa hai narmi sun dil hua hai tab sun rui ka gala faujaan sin badh chale jun yakka koi sipahi yun khal chhut khat sen mukh par rahe nirala kyunkar pade na mere girye ka shor jag mein umda hai mujh nayan sin anjhuwan ke sath nala jogi hua pe nata lalach ka chhodta nahin kahta hai sab kun baba japta phire hai mala jhamki dikha nigah ki dil chhin le chali hain ye kis teri ankhiyon kun sikhla diya chhinala ashaar 'abru' ke rashk-e-guhar hue hain dagh-e-sukhan sin us ko lulu hua hai lala