Badla Tere Sitam Ka Badla Tere Sitam Ka Koi Tujh Se Kya Kare

Badla tere sitam ka

badla tere sitam ka koi tujh se kya kare
apna hi tu farefta hove, khuda kare
qaatil hamari naash ko tash-hir hai zarur
aainda ta koi na kisi se wafa kare
fikr-e-maash, ishq-e-butaan, yaad-e-raftgaan
do din ki zindagi mein ab koi kya kya kiya kare
aalam ke beech phir na rahe rasm-e-aashqi
gar neem lab koi tere shikwe se waa kare
gar ho sharaab-o-khilwat-o-mahboob-e-khub roo
zaahid qasam hai tujh ko jo tu ho tau kya kare
khaakastr-o-patang-o-mashahd meri ki khaak
sham-o-shafaq ajab ho jo mil kar ura kare
ai waae bar aseer, ke par tor kar jise
sayyaad fasl-e-gul mein chaman se riha kare!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close