Roz taaron ko numaaish main khalal padta haichand pagal hai andhere main nikal padta haimain samandar hun kudhali se nahi kat saktakoi fawwara nahi hun jo ubal padta haikal wahan chand uga karte the har aahat parapne raste main jo viraan mahal padta haina ta-aaruf na ta-alluk hai magar dil aksarnaam sunta hai tumhara uchhal padta haiuski yaad aayi hai saanson zara dheere chalodhadkano se bhi ibadat main khalal padta hai