aashiq bipat ke mare rote hue jidhar jaan pani sin us taraf ki rahen tamam bhar jaan mar kar tere laban ki surkhi ke tain na pahunche har chand sai kar kar yaqut-o-lal-o-marjaan jangal ke bich wahshat ghar mein jafa o kulfat ai dil bata ki tere mare hum ab kidhar jaan ek arz sab sin chhup kar karni hai hum kun tum sin raazi ho gar kaho to khalwat mein aa ke kar jaan