aata hai koi hath agar hat safar mein

aata hai koi hath agar hat safar mein
kuchh aur bhadak jate hain jazbaat safar mein

lahraata hai aankhon mein kisi yaad ka manzar
be-wajh bhi ho jati hai barsat safar mein

be-jism chala aata hun galiyon mein nagar ki
kat jati hai mujh se hi meri zat safar mein

mujh ko hi udani hai yahan khak bhi apni
waise to hai ek bhid mere sath safar mein

be-dard hawaen to badan chat rahi hain
mausam bhi karega jo koi ghat safar mein


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close