ahl-e-dil ne ishq mein chaha tha jaisa ho gaya aur phir kuchh shan se aisi ki socha ho gaya aib apni aankh ka ya faiz tera kya kahun ghair ki surat pe mujh ko tera dhoka ho gaya tujh se ham-ahang tha utna kashish jati rahi main tera ham-qafiya tha aib-e-ita ho gaya yaad ne aa kar yakayak parda khincha dur tak main bhari mahfil mein baitha tha ki tanha ho gaya kashti-e-sabr-o-tahammul meri tufani hui raat ko tera badan jab mauj-e-dariya ho gaya kya hua gar tere honton ne masihai na ki teri aankhen dekh kar bimar achchha ho gaya ishq mitti ka ajab tha mujh ko bachpan mein 'salim' khel mein kya sochta main jism maila ho gaya
This is a great dhoka shayari sms. True lovers of maa di shan shayari will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore ghalib faiz shayari. Please share if you liked this!!!