aur saqi pila abhi kya hai By Ghazal << har shajar ke tain hota h... junun ka koi fasana to ha... >> aur saqi pila abhi kya hai teri sarkar mein kami kya hai ab faqat is liye hai ye takrar koi puchhe teri khushi kya hai hum bhi 'bekhud' se aaj mil aae ek farishta hai aadmi kya hai Share on: