baad-e-sahra ko rah-e-shahr pe Dala kis ne

baad-e-sahra ko rah-e-shahr pe dala kis ne
tar-e-wahshat ko gareban se nikala kis ne

mukhtasar baat thi, phaili kyun saba ki manind
dard-mandon ka fasana tha, uchhaala kis ne

bastiyon wale to khud odh ke patte, soe
dil-e-awara tujhe raat sambhaala kis ne

aag phulon ki talab mein thi, hawaon pe ruki
nazr-e-jaan kis ki hui, rah se tala kis ne

kanch ki rah pe ek rasm-e-safar thi mujh se
baad mere buna har gam pe jala kis ne


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close