bahana DhunDte rahte hain koi rone ka

bahana dhundte rahte hain koi rone ka
hamein ye shauq hai kya aastin bhigone ka
agar palak pe hai moti to ye nahin kafi
hunar bhi chahiye alfaz mein pirone ka
jo fasl khwab ki tayyar hai to ye jaano
ki waqt aa gaya phir dard koi bone ka
ye zindagi bhi ajab karobar hai ki mujhe
khushi hai pane ki koi na ranj khone ka
hai pash pash magar phir bhi muskuraata hai
wo chehra jaise ho tute hue khilaune ka
This is a great tute dil ki shayari in urdu. True lovers of moti girl funny shayari will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore pash shayari in punjabi. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close