bhulun tumhein wo bashar nahin hun By Ghazal << humne to ujaD aur basti d... ye kaun aata hai tanhaiyo... >> bhulun tumhein wo bashar nahin hun itna bhi be-khabar nahin hun allah re fart-e-kahish-e-tan har-chand ki hun magar nahin hun dikhlai na dun ye ghair-mumkin kuchh aap ki main kamar nahin hun behaal kahe na jaane dunga aashiq hun nama-bar nahin hun Share on: