bulbula phute pe ho jata hai aab jaan o jaanan mein hai ye hasti hijab kya jhalakte hain dur-e-dandan tere aisi moti mein kahan hai aab-o-tab haiga nurani rukh-e-raushan tera raat ko mahtab din ko aaftab be-tarah us ghar-base ki yaad mein ab tadapta hai dil-e-khana-kharab shad aankhon se kiya hai dekh 'ishq' abru-e-jaanan ki bait-e-intikhab