chiKHti gati hawa ka shor tha

chikhti gati hawa ka shor tha
jism tanha jaane kya socha kiya

makdiyon ne jab kahin jala tana
makkhiyon ne shor barpa kar diya

wo khushi ke raste ka mod tha
main bagula ban ke rasta khojta

main darakhton se khushi ka rasta
jangalon mein ab chalunga puchhta

apne hathon se sitare tod kar
main jalaunga ghataon mein diya

har taraf to ud rahi hai dhul si
aankh apni main kahan tak mundta


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close