dil yar ki gali mein kar aaram rah gaya By Ghazal << mere nasib ne jab mujhse ... sirf sach aur jhuT ki miz... >> dil yar ki gali mein kar aaram rah gaya paya jahan faqir ne bisram rah gaya kis kis ne us ke ishq mein mara na dam wale sab chal base magar wo dil-aram rah gaya jis kaam ko jahan mein tu aaya tha ai 'nazir' khana-kharab tujh se wahi kaam rah gaya Share on: