dinon se kaise shabon mein dhalte hain din hamare ye hum badalte hain ya badalte hain din hamare jo kat gaya hai safar abhi tak nahin hamara khabar nahin aur kitna chalte hain din hamare ye kis ke jaane pe bain karti hain chand-raaten ye kis ke jaane pe hath malte hain din hamare