hai haman ka sham koi le ja By Ghazal << hamare sanwle kun dekh ka... gunahgaron ki uzr-KHwahi ... >> hai haman ka sham koi le ja ki mujhe aa ke tuk dars de ja bul-hawas kun hua hai tab sin maghz jab sin tum ne use bula bheja tum siwa hum kun aur jagah nahin ai sajan hum sin mat lado beja 'abru' chahta hai tu mat ud bul-hawas us gali sin san beja Share on: