hawa mein udta koi khanjar jata hai sar uncha karta hun to sar jata hai dhup itni hai band hui jati hai aankh aur palak jhapkun to manzar jata hai andar andar khokhle ho jate hain ghar jab diwaron mein pani bhar jata hai chha jata hai dasht o dar par sham dhale phir dil mein sab sannata bhar jata hai 'zeb' yahan pani ki koi thah nahin kitni gahrai mein patthar jata hai
This is a great aapka intezaar tha shayari. True lovers of gutthi palak shayari will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore kabhi shaam dhale shayari. Please share if you liked this!!!