hum hain aur rah-e-ku-e-badnami marhaba ai hawa-e-khush-kaami us ka dil apne haq mein para-e-sang khatm hai jis pe nazuk-andami hum ne shikwa kabhi kiya na karen shikwa hai e'tiraf nakaami kalma-e-haq kahen to hum jaanen warna kya rustami o bahrami pahle makhtun aql ko kar len zindagi phir banaen islami sar mundate hain hum se aa ke khayal apna pesha hua hai hajjami
This is a great badnami ki shayari. True lovers of marhaba ya mustafa shayari will love this. Please share if you liked this!!!