hum ko yan dar dar phiraya yar ne la-makan mein ghar banaya yar ne aap apne dekhne ke waste hum ko aaina banaya yar ne apne ek adna tamashe ke liye hum ko suli par chadhaya yar ne aap chhup ke hum ko kar ke ru-ba-ru khub hi ruswa karaya yar ne aap to but ban ke ki jalwagari aur hamein kafir banaya yar ne
This is a great tamasha shayari in hindi. True lovers of chup chup ke pyar shayari will love this. Please share if you liked this!!!