kaghaz ki paleton mein khane ka taqaza hai haalat ke shane pe culture ka janaza hai milne ki guzarish par mubham sa jawab aaya chunki hai chunanche hai garche hai lihaza hai ab ghar ke dariche mein aaegi hawa kaise aage bhi plaza hai pichhe bhi plaza hai tum aqd-e-musalsal se dada ko nahin roko shadi ki zarurat to fitrat ka taqaza hai daulat ka zara sa bhi izzat se nahin rishta allah ne leader ko daulat se nawaza hai mear-e-imarat se sheron ko nahin napo roti meri basi hai lahja mera taza hai
This is a great shane hussain shayari. True lovers of punjabi culture shayari will love this. For some people shayari is the most enjoyable thing in life and they absolutely adore janaza shayari image. Please share if you liked this!!!