koi be-nam KHalish uksae By Ghazal << musafiron ke ye wahm-o-gu... rahzan hun ki rahnuma hun... >> koi be-nam khalish uksae kya zaruri hai teri yaad aae teri aankhon ke bulawe ki kiran kyun meri rahguzar ban jae zindagi dasht-e-safar dhup hi dhup tere bin kaise kahan ke sae Share on: