main jaisa bhi hun tere samne hun jo duniya hai wo de de samne hun teri duniya hai to har chiz mein hai jahan bhi hun main tere samne hun abhi din hai bata kya chahta hai abhi zinda hun tere samne hun falak ki jagmagati chhat hai sar par main hairan hun ki kis ke samne hun hawa chalti hai ya gata hai koi wo kaun aisa hai kis ke samne hun mujhe to sharm aati hai ye kahte main pyasa hun tumhaare samne hun