mujhe malum hai main sari duniya ki amanat hun magar wo lamha jab main sirf apna ho sa jata hun main tum se dur rahta hun to mere sath rahti ho tumhaare pas aata hun to tanha ho sa jata hun main chahe sach hi bolun har tarah se apne bare mein magar tum muskuraati ho to jhuta ho sa jata hun tere gul-rang honton se dahakti zindagi pi kar main pyasa aur pyasa aur pyasa ho sa jata hun tujhe banhon mein bhar lene ki khwahish yun ubharti hai ki main apni nazar mein aap ruswa ho sa jata hun
This is a great amanat ki shayari. Please share if you liked this!!!