wo ghar tinkon se banwaya gaya hai

wo ghar tinkon se banwaya gaya hai
wahan har khwab dafnaya gaya hai

meri ulfat ko kya samjhega koi
sabaq nafrat ka dohraya gaya hai

mere andar ka chehra mukhtalif hai
badan pe aur kuchh paya gaya hai

hui hai zindagi uftad aise
hawas mein har maza paya gaya hai

kahi aisi hai 'amabar' us ki har baat
shikasta-dil ko tadpaya gaya hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close