sadaqaton ke junun ka hum aisa aaina hain jo apne akson ka man kho kar shikastagi ka azab sahne mein mubtala hai hum aise tufan ka majra hain jo tutte phutte chatakhte se apne aasab ke bikharne ki aas mein hain jo tishna-lab sahilon ki manind apne dariya ki pyas mein hain jo dasht-e-imkan ki hawaon ki barguzida magar darida libas mein hain
This is a great sadaqat shayari. True lovers of action shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this aasan shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!