balli-maran ke mohalle ki wo pechida dalilon ki si galiyan

balli-maran ke mohalle ki wo pechida dalilon ki si galiyan
samne tal ke nukkad pe bedon ke qaside
chand darwazon pe latke hue bosida se kuchh tat ke parde
aur dhundlai hui sham ke be-nur andhere sae
aise diwaron se munh jod kar chalte hain yahan
chudi-walan katre ki badi-bi jaise
apni bujhti hui aankhon se darwaze tatole
is be-nur andheri si gali-qasim se
ek tartib charaghon ki shurua hoti hai
ek quran-e-sukhan ka bhi waraq khulta hai
asadullah-khan-'ghaalib' ka pata milta hai
This is a great salamat rahe jodi shayari. True lovers of punjabi galiyan shayari will love this. Shayari is the most beautiful way to express yourself and this maran wali shayari is truly a work of art. Please share if you liked this!!!

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close