mujhe wo khauf tha ki jis se koi bhi bacha nahin wahi to ek sawal tha ki jis sawal ka jawab aaj tak kisi ko bhi mila nahin bas us ke jism-o-jaan ke be-kanar paniyon mein pair ne ka bhut sar pe yun sawar tha aur aisa intizar tha ki ek ek pal jo kat raha tha bar tha ye sab jahan tha fuzul gard tha ghubar tha