musalsal gar ye guftugu ka silsila jari rahta to yaqinan tumhein mohabbat ho jati abhi un se uns hua hi tha ki talkhiyan nazar aane lagi shayad wabasta the hum kabhi kahin warna khudaya koi sabab to de meri be-chainiyon ka koi gila koi shikwa kuchh to kar mohabbat na sahi yaqinan par ye shire se ghule lahje ka parda fash to kar