is jism ki kechuli mein ek nag bhi hai Admin Rubaai << jo mani-e-mazmun hai wahi... har zarre pe fazl-e-kibri... >> is jism ki kechuli mein ek nag bhi hai aawaz-e-shikast-e-dil mein ek rag bhi hai bekar nahin bana hai ek tinka bhi khamosh diya silai mein aag bhi hai Share on: