miadShayari By 29 Feb 2024 10:54:48 PMNazmhar ek khwab ki mi'ad tai honi chahiye chahe pura ho ya adhura ho [...] Continue Reading... Share on:
mera mazhabShayari By 29 Feb 2024 10:51:33 PMNazmjis se karni thi tauba wo hi khud-bakhud khuda ban gaya mere mazhab mein mohabbat ko kisi bhi surat kufr nahin mante [...] Continue Reading... Share on:
dhupShayari By 29 Feb 2024 10:49:22 PMNazmbadli ki ghataon ko chir kar hum tumhaare liye dhup le kar aae hain buzurgon ne jo biji thi wirasat ki hum khalish dhup le kar aae hain [...] Continue Reading... Share on:
zaid zindagiShayari By 29 Feb 2024 07:43:16 PMNazmkahani aur hoti kuchh hamari agar hum waqt se sone ki 'adat dal lete magar hum to na jaane kya samajhte the sahar tak jagne ko [...] Continue Reading... Share on:
zabt ka KHarchShayari By 29 Feb 2024 07:40:00 PMNazmzabt ko soch kar kharch karta hun main har kisi par nahin har jagah par nahin is liye meri aankhen kabhi khushk hoti nahin [...] Continue Reading... Share on:
waqai jhuTh tha kyaShayari By 29 Feb 2024 07:29:49 PMNazmbaat sun kar meri wo hansa to mujhe bhi laga baat hansne ki hai khair achchha hua warna main zindagi bhar kisi jhuth ko jita rahta [...] Continue Reading... Share on: