ye tera gulistan tera chaman kab meri nawa ke qabil haiBy Ali Sardar Jafri17 Dec 2017Sherye tera gulistan tera chaman kab meri nawa ke qabil hai naghma mera apne daman mein aap apna gulistan lata hai Continue Reading... Share on:
ye mai-kada hai yahan hain gunah jam-ba-dastBy Ali Sardar Jafri17 Dec 2017Sherye mai-kada hai yahan hain gunah jam-ba-dast wo madrasa hai wo masjid wahan milega sawab Continue Reading... Share on:
tu wo bahaar jo apne chaman mein aawaraBy Ali Sardar Jafri17 Dec 2017Shertu wo bahaar jo apne chaman mein aawara main wo chaman jo bahaaran ke intizar mein hai Continue Reading... Share on:
shab ke sannaTe mein ye kis ka lahu gata haiBy Ali Sardar Jafri17 Dec 2017Shershab ke sannate mein ye kis ka lahu gata hai sarhad-e-dard se ye kis ki sada aati hai Continue Reading... Share on:
sau milin zindagi se saughatenBy Ali Sardar Jafri17 Dec 2017Shersau milin zindagi se saughaten hum ko aawargi hi ras aai Continue Reading... Share on:
pyas jahan ki ek bayaban teri saKHawat shabnam haiBy Ali Sardar Jafri17 Dec 2017Sherpyas jahan ki ek bayaban teri sakhawat shabnam hai pi ke utha jo bazm se teri aur bhi tishna-kaam utha Continue Reading... Share on: