andaz-e-bayan garche bahut shoKH nahin haiBy Allama Iqbal16 Dec 2017Sherandaz-e-bayan garche bahut shokh nahin hai shayad ki utar jae tere dil mein meri baat Continue Reading... Share on:
zindagani ki haqiqat kohkan ke dil se puchhBy Allama Iqbal01 Jan 2017Sherzindagani ki haqiqat kohkan ke dil se puchh ju-e-shir o tesha o sang-e-giran hai zindagi Continue Reading... Share on:
zamir-e-lala mai-e-lal se hua labrezBy Allama Iqbal01 Jan 2017Sherzamir-e-lala mai-e-lal se hua labrez ishaara pate hi sufi ne tod di parhez Continue Reading... Share on:
zamana aql ko samjha hua hai mishal-e-rahBy Allama Iqbal01 Jan 2017Sherzamana aql ko samjha hua hai mishal-e-rah kise khabar ki junun bhi hai sahib-e-idrak Continue Reading... Share on:
zamam-e-kar agar mazdur ke hathon mein ho phir kyaBy Allama Iqbal01 Jan 2017Sherzamam-e-kar agar mazdur ke hathon mein ho phir kya tariq-e-koh-kan mein bhi wahi hile hain parwezi Continue Reading... Share on:
yun to sayyad bhi ho mirza bhi ho afghan bhi hoBy Allama Iqbal01 Jan 2017Sheryun to sayyad bhi ho mirza bhi ho afghan bhi ho tum sabhi kuchh ho batao musalman bhi ho Continue Reading... Share on: