paigham-e-hayat-e-jawedan thaBy Hasrat Mohani16 Dec 2017Sherpaigham-e-hayat-e-jawedan tha har naghma-e-krishn bansuri ka Continue Reading... Share on:
malum sab hai puchhte ho phir bhi muddaaBy Hasrat Mohani16 Dec 2017Shermalum sab hai puchhte ho phir bhi muddaa ab tum se dil ki baat kahen kya zaban se hum Continue Reading... Share on:
hasrat ki bhi qubul ho mathura mein haziriBy Hasrat Mohani16 Dec 2017Sher'hasrat' ki bhi qubul ho mathura mein haziri sunte hain aashiqon pe tumhaara karam hai aaj Continue Reading... Share on:
wasl ki banti hain in baaton se tadbiren kahinBy Hasrat Mohani01 Jan 2017Sherwasl ki banti hain in baaton se tadbiren kahin aarzuon se phira karti hain taqdiren kahin Continue Reading... Share on:
waqif hain KHub aap ke tarz-e-jafa se humBy Hasrat Mohani01 Jan 2017Sherwaqif hain khub aap ke tarz-e-jafa se hum izhaar-e-iltifat ki zahmat na kijiye Continue Reading... Share on:
un ko yan wade pe aa lene de ai abr-e-bahaarBy Hasrat Mohani01 Jan 2017Sherun ko yan wade pe aa lene de ai abr-e-bahaar jis qadar chahna phir baad mein barsa karna Continue Reading... Share on: