yaad rakhne ki ye baaten hain baja hai sach haiBy Hatim Ali Mehar01 Jan 2017Sheryaad rakhne ki ye baaten hain baja hai sach hai aap bhule na hamein aap ko hum bhul gae Continue Reading... Share on:
sari izzat naukri se is zamane mein hai meharBy Hatim Ali Mehar01 Jan 2017Shersari izzat naukri se is zamane mein hai 'mehar' jab hue be-kar bas tauqir aadhi rah gai Continue Reading... Share on:
kidhar ka chand hua mehr ke jo ghar aaeBy Hatim Ali Mehar01 Jan 2017Sherkidhar ka chand hua 'mehr' ke jo ghar aae tum aaj bhul pade kis taraf kidhar aae Continue Reading... Share on:
gul bang thi gulon ki hamara tarana thaBy Hatim Ali Mehar01 Jan 2017Shergul bang thi gulon ki hamara tarana tha apna bhi is chaman mein kabhi aashiyana tha Continue Reading... Share on:
fasl-e-gul aai to kya be-sar-o-saman hain humBy Hatim Ali Mehar01 Jan 2017Sherfasl-e-gul aai to kya be-sar-o-saman hain hum shisha o jam nahin saqi-e-gul-fam nahin Continue Reading... Share on:
dosti sahal thi mushkil kabhi aisi to na thiBy Hatim Ali Mehar01 Jan 2017Sherdosti sahal thi mushkil kabhi aisi to na thi dushman ek do the ye mahfil kabhi aisi to na thi Continue Reading... Share on: