kya tafarqe hua jo hue yar se alagBy Hatim Ali Mehr08 Apr 2018Sherkya tafarqe hua jo hue yar se alag dil hum se aur hum hain dil-e-zar se alag Continue Reading... Share on:
zaban se baat nikli aur parai ho gai sach haiBy Hatim Ali Mehr30 Jan 2018Sherzaban se baat nikli aur parai ho gai sach hai abas ashaar ko karte hain hum tashhir pahle se Continue Reading... Share on:
yaad mein ek shoKH punjabi ke rote hain jo humBy Hatim Ali Mehr30 Jan 2018Sheryaad mein ek shokh punjabi ke rote hain jo hum aaj-kal punjab mein bahta hai dariya ek aur Continue Reading... Share on:
wahdahu-la-sharik ki hai qasamBy Hatim Ali Mehr30 Jan 2018Sherwahdahu-la-sharik ki hai qasam ai sanam tum buton mein yakta ho Continue Reading... Share on:
tu ne wahdat ko kar diya kasratBy Hatim Ali Mehr30 Jan 2018Shertu ne wahdat ko kar diya kasrat kabhi tanha nazar nahin aata Continue Reading... Share on:
teri talash se baqi koi makan na rahaBy Hatim Ali Mehr30 Jan 2018Sherteri talash se baqi koi makan na raha haram mein dair mein banda kahan kahan na raha Continue Reading... Share on: