sauda sher mein hai baDai tujhkoBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Rubaai Shayari'sauda' sher mein hai badai tujh ko tashrif-e-sukhan arsh se aai tujh ko aalam tujhe is fan mein payambar samjha puja juhala ne ba-khudai tujh ko Continue Reading... Share on:
kotah na umr-e-mai-parasti kijeBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Rubaai Shayarikotah na umr-e-mai-parasti kije zulfon se teri daraaz-dasti kije saqi na ho jo sharab hai aaj wo abr pani pi pi ke faqa-masti kije Continue Reading... Share on:
gar yar ke samne main roya to kyaBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Rubaai Shayarigar yar ke samne main roya to kya mizhgan mein jo lakht-e-dil piroya to kya ye dana-e-ashk sabz hona malum is shur zamin mein tukhm boya to kya Continue Reading... Share on:
ai shaiKH-e-haram tak tujhe aana jaanaBy Sauda Mohammad Rafi01 Jan 2017Rubaai Shayariai shaikh-e-haram tak tujhe aana jaana ye tauf julahe kahe tana bana pahchanega wan kya use hairan hun main jis ko haram-e-dil mein na tin pahchana Continue Reading... Share on: