apni fitrat ye nahin jo sah gai baat jo kahni thi main wo kah gai jism-o-jaan se mit gai har aarzu ek teri ummid tah-ba-tah gai kash aa sakti hawa ke sath main aa chuki ghar jab yahan se wo gai lakh lafzon ne diya ho sath par aarzu dil ki thi dil mein rah gai chand khidki mein na aaya aaj phir aankh mein ek jhil thi wo bah gai