chaman mein gul ne kahin dawa-e-jamal kiya

chaman mein gul ne kahin dawa-e-jamal kiya
jamal-e-yar ne munh us ka khub lal kiya

bahaar-e-rafta phiri ab tere tamashe ko
chaman ko yumn qadam ne tere nihaal kiya

rahi thi dam ki kashakash gale pe kuchh baqi
wo tegh-e-yar ne jhagda hai infisal kiya


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close