dil mein jab bhi kabhi duniya se malal aata hai

dil mein jab bhi kabhi duniya se malal aata hai
kitne hi zohra-jabinon ka khayal aata hai

shama jalti hai to parwanon ka aata hai khayal
aur bujhti hai to bujhne pe malal aata hai

nok-e-har-khar nazar aati hai kyun tishna-e-khun
dasht-e-pur-khar mein kya koi ghazal aata hai

ain hijran mein bhi milti hai kabhi lazzat-e-wasl
ain lazzat mein bhi lazzat pe zawal aata hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close