faqiron pe apne karam ek zara kar tere dar pe baithe hain dhuni rama kar bahut der se dar pe sadhu khade hain faqiron pe data daya kar daya kar nahin hum ko khwahish kisi aur shai ki hamein apne jauban ka sadqa ata kar 'surur' un ki nagri mein barson phire hum faqirana bhes apna aksar bana kar