hamari wo wafadari ki tauba aur us ki wo dil-azari ki tauba mujhe ab maut behtar zindagi se wo ki tum ne sitamgari ki tauba teri zulfon ne sumbul ko chaman mein pakad kar mar wo mari ki tauba na khud soya diya un ko na sone wo shab bhar main ne ki zari ki tauba 'haqir' is dil ke hathon main ne ab ke uthai aisi bimari ki tauba