kisi ne bhi na meri thik tarjumani ki dhuan dhuan hai faza meri har kahani ki chalo nikalo mere panw mein chubha tara zamin ki sath tumhin ne to aasmani ki gunah-e-ishq kiya aur koi saza na hui zarur tum ne subuton se chhedkhani ki tera khayal hua canwas pe mehman kal tamam rangon ne mil kar ke mezbani ki