sabab us ki pareshani ka main hun namak ki fasl wo pani ka main hun ye jangal mujh ko ras aana nahin hai parinda dasht-e-imkani ka main hun meri mushkil meri mushkil nahin hai wasila teri aasani ka main hun mujhe duniya luta degi koi din asasa aalam-e-fani ka main hun abhi sahil mera rasta na dekhe abhi dariya ki tughyani ka main hun wahin mujh ko supurd-e-khak karna ki jis khak-bayani ka main hun mere hone ka kuchh matlab to hoga to kya bekar be-mani ka main hun faqirana tabiat ka hun warna talab haqdar sultani ka main hun
This is a great namak haraam movie shayari. True lovers of sapno me aana shayari will love this. Please share if you liked this!!!