ye kaisa khel hai ab us se baat bhi kar lun

ye kaisa khel hai ab us se baat bhi kar lun
kahe to jit ko apni main mat bhi kar lun

ye ikhtiyar mera tujh ko jis tarah sochun
sahar ko yaad se aur dil se ghat bhi kar lun

ye dukh bhi sath chalega ki ab bichhadna hai
agar safar mein use apne sath bhi kar lun

kisi ka nam na lun aur ghazal ke parde mein
bayan us ki main sari sifat bhi kar lun

tu meri zat ka mehwar mera madar bhi tu
ye musht-e-khak ise kaenat bhi kar lun


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close